Hazoor Akram saw ki Azmat o Shaan
2:28 PMHazoor Akram saw ki Azmat o Shaan:
.
Hazrat Muhammad saw ne farmaya:
.... Allah Ta'ala ne aam logoun me se Arb'oun /Arabs ko muntakhib farmaya aur un tamam arab'oun me se mujhay muntakhib farmaya..."
.
Riwayat hai k Hazrat Muhammad ﷺ ne farmaya:
.... "Allah Ta'ala ne Bani Adam me se Hazrat Ibrahim A.S ko muntakhib kia aur unhay Apna dost banaya,
Phir Ibrahim A.s ki aulad me se Isma'ail A.S ka intakhab farmaya.
Phir Isma'ail A.S ki aulad me se 'Naza'ar' ko muntakhib kia.,
Phir Naza'ar ki aulad me se 'Mazar' ko muntakhib kia,
Phir Mazar ki aulad me 'Bani Kina'ana' ko muntakhib farmaya,
Phir Bani Kina'ana me 'Quraish' ka intekhab farmaya,
Phir Quraish me 'Bani Hashim' ko muntakhib kia,
Phir Bani Hashim me se mujhay (Muhammad ﷺ) ko muntakhib farmaya..."
.
Allah Ta'ala ka farman hai k:
.
.... " Ae Nabi k ghar walo, Allah tau yhi chahta hai k tum se gandagi ko dour kar de..."

0 Comments