Qayamat ka din in Urdu
1:48 AMINSAF KA DIN
Allah SWT ne insan ko banaya to aese hi nahi bheja pori tarah programming karke bheja .jaise hum koi mobile khareedte hai to usme pehle se kafi programmes downloaded hote hai uske baad aage hum jo chahe usme load karte jate hain.isi tarah kaynaat ki har cheez ki bhi Allah Tallah ne programming ki hai jaise jo janver carnivorous hai vo grass nahi kha sakte .sheer kitna bhi bhooka ho apne banchcho ko nahi khata har kism ki chidiya( bird )ka nest banane ka tariqa alag hota hai ye sab kisne unhe sikhaya.suraj chand sab ko pata hai ki kab kisko nikalna hai .galaxies main har koi apne orbit main hai koi bhi apni limit cross nahi karta. har cheez disciplined hai .har ak Allah ki ibadat main lage hue hain Quraan main baar baar aata hai ki kaynaat ki har cheez uski tasbeeh kar rahi hai lekin tum use samjh nahi sakte.in sab ka hisaab nahi hoga kyonki inko choice nahi di gaye yani ye apni marzi nahi kar sakte. Isliye qayamat ke din inko khtam kar diya jayega yani inke liye koi jannat dosakh nahi hai.
Ab insan isko Allah se sabse khoobsurat banaya aqal di samjh di aur balance bhi diya phir duniya main free choice dekar chodha.uske baad bhi use pori tarah apni marzi karne ki ijazat nahi hai ye aesa hi hai jaise kisi janver ke gale main lambi rassi bandhi ho aur use grazing ke liye chodh diya jaye lekin jab vo had se age badhne ki koshish kare to rassi kheench li jaye . Isliye use azadi to hai lekin had se age bhi nahi badhne diya gaya.isliye insan ke paas choice to hai lekin limited. hai isliye har insan vo sab nahi kar sakta jo uski marzi hoti hai .ak had par use rukna hi hota hai.
Ye jo Allah ne use balance diya iski programming Allah SWT ne sab ke liye ak jaisi ki yani....har insan chahe koi bhi religion follow karta ho use pata hai kya sahi hai kya galat hai.jhoot bolna dhoka dena galat hai ye sab jante hai etc.
jab insan achcha karta hai to chahta hai ki use praise kiya jaye jaise chote bachche kuch achcha kar ke chahte hain ki unhe shabashi mile aur jab galti karte hain to chupte hain pareshan hote hain unhe pata hota hai ki unko saza milegi
.isi tarah jab koi aur insan ke saath zulm karta hai to vo chahta hai ki uske saath insaf ho .jisne bura kiya hai usko saza mile .
Kya jisne pori zindagi achche kaam kiye aur jisne pori zindagi bure kaam dono ka anjaam sirf maut ho.
To ye to insaf nahi ....isliye Allah SWT ne qayamat ka din rakha ki achche logon ko unke kamoon ka achcha badla mile aur bure logon ko saza mile jo unhone duniya main zulm kiye hain .
Isse hamare ander ak sukoon ka ahsaas bhi paida hota hai ki koi chahe hamare saath kitna bhi bura kare is duniya main ak din hai jab Allah SWT usko uski saza denge . Is baat se uske liye zulm sehan karna sabr karna sab asaan ho jata hai.phir koi uske saath bura bhi karta hai to use bura nahi lagta vo har cheez Allah par chodhta jata hai.ye ahsas use ak khoobsurat personality bhi deta hai.phir aese insan se sab mohabbat karne lagte hain.
Lekin ak dosre tarah ka insan hota hai jo har vaqt apni marzi karna chahta hai.uska ander ki programming jab use alert karti hai to use shut down kar deta hai .vo gunah karna chahta hai kyonki shaitaan ne gunahoon main bahot lazzat rakhi hai .insan gunah karke bahot enjoy karta hai .
Qayamat ke din ka inkar bhi vo isliye karta hai kyonki vo aur gunah karna chahta hai .palat na nahi chahta . Agar jeete je aesa insan nahi sambhla to marne ke baad qayamat ke din uska regret karna use koi kaam na dega.us din aese log kahenge ae Allah hamain duniya main ak baar phir vapas bhej dijeye ab hum achche kaam karke aayenge.us vaqt Allah SWT unki taraf dekhenge bhi nahi aur na baat karenge. Us din unhe apni har sans par afsoos hoga ki humne duniya main apna vaqt barbaad kiya .kaaaaaaassssshhhh ke hum kuch kar lete.

0 Comments