Hukmraan'oun ki traf aelchi: (Messengers to Rulers)

2:56 PM

Hukmraan'oun ki traf aelchi: (Messengers to Rulers)

Rasool Allah ﷺ ne apnay sahabah ko na'amay (letters) de kar different badshahoun (kings) k pass rawana kia tha.
.
Riwayat hai k Hudebiyah k safar se wapis akar aik roz Rasool Allah ﷺ ne Sahaba Akraam se farmaya,
..."Ae logo! Mujh ko tamam alam k lye rehmat bana kar bheja hai. Pus tum mere ouper aesa ikhtelaf na karna, jaisa Esa A.S bin Maryam k logoun ne un per kia.
Matlab, Esa A.S ne un ko isi baat ki traf bulaya tha jis ki taraf main tum ko bulata houn. means badshahoun ki taraf messengers bana kar bhejnay k lye.
Pus jin logoun ko Esa ne qareeb k mulk me bheja tha, wo tau khushi se chalay gae, jin ko dour daraz mulk'oun me bheja tha wo sust hogae aur wahan jana un ko nagawar guzra .
..... Esa A.s ne un logoun ki Allah se shikayat ki. Allah Ta'ala ne un ki zubanain/ Languages us mulk ki kar di, jis ki traf Esa A.S ne bheja tha aur us he zuban me ye log bolnay lagay.

You Might Also Like

0 Comments

Advertisement

Blog Archive

Followers

Contact Form

Name

Email *

Message *