Wishing Merry Christmas in Islam ( Merry Christmas kahna ) Hindi "Urdu Complete Article
1:30 PMMERRY CHRISTMAS KAHNA KAISA HAI. .
Iske meaning kya hai
Kya hum kisi christian friend ko Merry Christmas keh sakte hain?????
Answer: Merry christmas ke meaning hai ke ALLAH ko beta hua hai....
Mubarak ho... (Nouzubillah)
Agar hum kisi christian friend ko merry christmas kehte hain to
hume pata bhi nahi chalega aur hum islam se bedakhal ho Jayenge.
Jab ke khud ALLAH TAALAH Surah Ikhlaas mein farmata hai:-
قُلْ هُوَ ٱللَّه
ُ أَحَد
aap keh dijiye ke wo Allah Ta'ala ek (hee) hai
(Quran - 112 : 1)
ٱللَّهُ ٱلصَّمَدُ
Allah Ta'ala be niyaaz hai
(Quran - 112 : 2)
لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ
na us se koi paida hua .. na wo kisi se paida hua
(Quran - 112 : 3)
وَلَمْ يَكُن لَّهُۥ كُفُوًا أَحَدٌۢ
aur na koi us ka hamsar hai uske barabar hai..
(Quran - 112 : 4)
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
وَقَالُوا۟ ٱتَّخَذَ ٱلرَّحْمَٰنُ وَلَدًۭا
un ka qaul to ye hai ke Allah rahmaan ne bhi aulaad ithtiyaar ki hai
(Quran - 19 : 88)
لَّقَدْ جِئْتُمْ شَيْـًٔا إِدًّۭا
yaqeenan tum bahot buri aur bhaari cheez laaye ho
(Quran - 19 : 89)
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
تَكَادُ ٱلسَّمَٰوَٰتُ يَتَفَطَّرْنَ مِنْهُ وَتَنشَقُّ ٱلْأَرْضُ وَتَخِرُّ ٱلْجِبَالُ هَدًّا
qareeb hai ke is qaul ki wajeh se asmaan phat jaaye aur zameen shaq ho jaaye aur pahaad reze reze ho jaaye
(Quran - 19 : 90)
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
أَن دَعَوْا۟ لِلرَّحْمَٰنِ وَلَدًۭا
ke wo rahmaan ki aulaad saabit karne baithe
(Quran - 19 : 91)
وَمَا يَنۢبَغِى لِلرَّحْمَٰنِ أَن يَتَّخِذَ وَلَدًا
shaane rahmaan ke laayeq nahi ke wo aulaad rakhe
(Quran - 19 : 92)
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
وَلْتَكُن مِّنكُمْ أُمَّةٌۭ يَدْعُونَ إِلَى ٱلْخَيْرِ وَيَأْمُرُونَ بِٱلْمَعْرُوفِ وَيَنْهَوْنَ عَنِ ٱلْمُنكَرِ ۚ وَأُو۟لَٰٓئِكَ هُمُ ٱلْمُفْلِحُونَ
tum mein se ek jamaat aisi honi chaahiye jo bhalaayi ki taraf bulaaye aur naik kaamo ka hukum kare aur bure kaamo se roke aur yahi log falaah aur nijaat paane waale hain.
(Quran - 3 : 104)
Agar hamare ye batain sab ke saath share karne se koi ak bhi Allah ke saath kufr karne se bach jaye to bahot bada sadqa e jariya hoga...
Isliye na "Merry Christmas" kaheen...na cake khayeen..na kisi bhi qism ke celebration main part leen.
25 December ko Christian christmas ka din manate hai jo ki unka mazhabi festival hai.
Agar aap kisi Christian se puche ke 25 december ko aap christmas kyon manate hai to wo ye nahi kahega ke ham (ALLAH ke bande wa rasool ki paidaish ka din manate hai) balki wo ye kahte hai ki 25 December ko ham (Nauoodhu Billah) ALLAH ke bete ka birthday manate hai, unka aqeedah hai ki Isa Alehsalam Allah ke bete the....
kyonki Allah Ta'alah ne unko bagair baap ke paida kiya tha apne kalima kun se....jis tarah Adam alehsalam ko bagair maa aur baap ke paida kiya ...isko unhone galat samjha.
. ...Allah Ta'alah ke kiye koi kaam mushkil nahi vo sirf kahte hai KUN yani ho ja to vo kaam ho jata hai...
Lekin is baat par hum ye nahi kah sakte ki Isa alehsalam naauzobillah Allah ke bete the...agar hum bhi celebrations main part lenge to iska matlab hoga ki hum bhi vesa hi maante hai...jo Allah ke saath kufr hai.
ye baat khalike kaynaat ko gaali dene ke barabar hai jo bahot bada kufr hai .
Ye zindagi bahot choti hai deen ke maamle main bahot phoonk phoonk kar qadam rakhne ki zarurat hai ki na shirk ho na kufr na bidat...koi aesi baat na ho jaye hum se ki Allah ta'alah naraaz ho jayeen.....
Agar Allah Ta'alah naraz hue to phir kon bachayega..hame uski saza se.

0 Comments