JUMAY KA DIN KA AAMAL , FAZAIL O MASAIL COMPLETE ARTICLE IN HINDI AND URDU
1:34 PM[6:38pm, 1/3/2016] Visitors: Asalamualaikum wr wb
JUME KE DIN KE AAMAL-
🔺🔻🔺🔻🔺🔻
Sunnat ki niyat se🚿 ghusl karna gunah dhone k manid hai..naha kar bahar akar darood shareef padhen
Nails kaatna
sabse pak aur saf libas jo apke pas ho wo pehenna
Surah KAHAF-- isse do jume k darmiyan k gunah maf hojate hain and qadmon se aasman .tk noor hojaega jo qayamat k din roshni dega
JUME ki namaz k bad
💯 baar SUBHAANAL LAAHIL 'AZEEM WABI HAMDIHI padhen.. Jn ek lakh gunah maf n ma bap k 24000.
7-7 times. 🔽
Surah ikhlas,
surah falaq,
surah naas
💮 padhne se aane wale jume tak gunahon sw hifazat n qayamat k din aakhirat par yaqeen rkhne wale logon ki ginti k barabar sawab..
[6:38pm, 1/3/2016] Visitors: 💠〰〰JUMAH KE MASAIL WA FAZAIL〰〰💠
Bismillahirrahmanirraheem
🌴JUMAH, BAHTAREEN DIN(DAY)🌴
" Bahtareen din, jis par suraj nikal(rise) kar chamke, juma ka din hai, isi din hz adam (as) paida hue, isi din jannat me daakhil kiye gaye, isi din jannat se(zameen par) utaare gaye aur qayamat bhi jumah ke din qayam hogi"
( muslim, aljuma, baab youmul juma 854)
🌻JUMAH KI FARZIYAT🌻
Irshaad bari taala hai:👇👇
" aiy iman walon! Jab jumah ke din namaz(juma) ke liye azaan di jaaye to allah ke zikr(khutba aur namaz) ki taraf daudo aur (us waqt) kaarobaar chhod do, agar tum samjho to yah tumhare haq me bahut bahtar hai"
🌿(surah juma)🌿
hz abu jaad jamri ra se riwayat hai ki aap(sws) ne farmaya:-" jo shakhs susti ki wajah se 3 jumah chhod den to allah taala uske dil par muhar laga deta hai"
(abu dawood abwabul juma 1052, tirmizi 499,)
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
aap(sws) ne farmaya:-" log jumah chhodne se baaz aa jaayen warna allah taala unke dilon par muhar laga dega phir We ghaafil ho jaayenge"
(muslim al juma 865)
💠〰💠〰💠〰💠〰💠
hz ibne masud ra se riwayat hai ki aap(sws) ne un logon ke gharon ko jo( susti ki wajah se) jumah se peeche rah jaate hain, jala dene ka iraada kiya"
(muslim, al masjidon 652)
💠〰💠〰💠〰💠〰💠
Malum huwa ki juma ka chhodna bahut bada gunah hai, is par kadi warning hai, isliye har musalman par juma padhna farz hai, isme bilkul bhi susti nahi karni chahiye, jab khateeb mimber par chade , aur azaan ho jaaye to saare kaarobaar haraam ho jaate hain
🌿🌸🌿🌸🌿🌸🌿🌸🌿

0 Comments