Laellaha illalah
1:58 AMLaellaha illalah
La nahi koi illah yani diety aesi hasti jiski ibadat ki jaye mohabbat aur tazeem yani izzat ke saath sivaye allah ke .
Yani
Nahi koi illah sivaye allah ke.
Ye vo kalma hai jiske bagair koi muslim ho hi nahi sakta jab koi dosre mazhab se islam main revert hota hai to yehi kalma padhaya jata hai ye hamare deen ka base hai jis kisi ki zaban par ye kalma akhri alfaz bante hain maut se pehle allah tallah uski maghfirat kar dete hain ye vo kalma hai jo jab meezan yani tarazu par rakha jaye aur dosri taraf duniya ki sari nakiyaan rakhi jayeen to ye kalma bhari hoga .
Koi musalmaan ho nahi sakta jab tak ye kalma uski zindagi main na ho..jo is kalme ke saath nahi jeeta vo maut ke vaqt jitni bhi koshish kar le unke muh sw nahi nikal sakta. Ye islam ka first pillar hai shahadah.
Dekhen akhir is kalme main aesa kya hai .......
Isko ak simple example se samjha ja sakta hai jaise aap kisi se kahe mujhe aapse mohabbat hai...
Ya kisi se kahe mujhe aapse mohabbat hai aur kisi se nahi hai dono sentences main bahot difference hai pehla sentence show karta hai ki mujhe aap se mohabbat hai aur dosro se bhi ya ho sakti hai.
Lekin dosra show karta hai ki mujhe sirf aur sirf aap sw mohabbat hai kisi aur se nahi.
Bas yehi matlab hai la ellaha illalah ka hum allah tallah se promise karte hain ak vada karte hain ahad karte hain ki allah tallah hum sirf aur sirf aapki ibadat karte hai kisi aur ki nahi aapke siva koi aur hai bhi nahi jo ibadat ke qabil ho.
Itni pakki knot laga kar jab hum kisi aur ko unke festivals par wish karte hai .ki aapko mubarak ho iska matlab hota hai ki aap jo bhi kar rahe hain hum usko sahi samjh te hain aur aapke liye barkat ki dua kar rahe hai aur saath main beth kar vo cheeze khate hai jis par allah ka naam nahi liya jata kisi aur ke naam se hi vo cheeze banaye jati hain. jab hum aesa karte hain to kya allah tallah ke saath khyanat nahi karte ki zaban se to kahe ki sirf aapse mohabbat hai aur kisi se nahi lekin jab moqa mile to isse bhi mohabbat show kare aur usse bhi cake bhi kha rahe hai aur laddu bhi.

0 Comments