Jism Aur Ruh ka Bayan

1:55 AM

JISM AUR RUH

Allah tallah ne insan ko mitti se banaya lekin ruh apni taraf se dali yani jism to duniya ki chezo se bana lekin ruh asmani hai.jab bachcha maa ke pet main hota hai to farishte ke zariye ruh phonki jati hai.ruh aur jism ak dosre main gundhe hue hai agar ak cheez ko takleef hoti hai to dosri ko bhi isi tarah agar ak chez ko ghiza yani nutrition chahiye to dosre ko bhi yahi jism ke saath saath ruh ko bhi ghiza chahiye jism ke liye to hum koshish karte hain ki balanced diet le exercise kare lekin ruh ke liye hum kuch nahi karte isi liye sab kuch hote hue bhi hum kabhi satisfied nahi hote hamesha lagta hai kuch kami hai.

Ruh asmani hai isliye uski ghiza bhi asmani hai uski ghiza quran hai kyonki quran bhi asmani hai allah ka kalam hai allah ke words hai aur ruh bhi asmani hai agar hum quran ko samjhna shuru kare to hamari ruh ko ghiza milegi aur vo bhi kush rahegi

Isliye apni ruh ko quran de.

You Might Also Like

0 Comments

Advertisement

Blog Archive

Followers

Contact Form

Name

Email *

Message *