Namaz Ke Ahmiyat Hindi/urdu

12:11 PM

KYA AAP JAANTE HAIN NAMAZ KI YEH AHMIYAT ?
_Nabi Sallallahu Alaihi WaSallam ne farmaya ki "Qayamat ke din bande ka sabse pehle (Aamaal mein se) namaz ka hi hisab hoga agar wo durust huyi to wo kaamyab hua aur nijaat pa gaya aur agar wo kharaab huyi to wo nakaam hua aur khasaarah paane walo mein se hoga, agar uske farzo se kuch naqis ho to Allah farmayega ke mere bande ki nafil dekho aur phir un nafilo se farz ki kami poori ki jayegi isi tarah uske baaqi aamaal ka hisab hoga"._

Sunan Abi Dawud Kitabus Salaat Hadees no. 864, Tirmizi Hadees no. 413_

You Might Also Like

0 Comments

Advertisement

Blog Archive

Followers

Contact Form

Name

Email *

Message *