Mashahor Anbiya ke Shaql o Surat ,Umray Aur Un Par Azmayesh

4:09 PM

MASHHOR PEGAMBRON KI MALOMAT

* Hazrat Ibrahim (A.S) 
Hazrat Ibrahim(A.S) ko abu il anbiya kaha jata hai aap ki shakal Hazrat Muhammad (PBUH) se milti thi

 *Hazrat Saleh (A.S)
 Hazrat Saleh (A.S) Hazrat Nooh (A.S) ke panchwain bete ki ulad the aap ka taluq qoom samood se tha

 * Hazrat Hood (A.S)
 Hazrat Nooh (A.s) ke bad aap ko nabowat mili aap ki shakal Hazrat Adam(A.S) se milti thi

 * Hazrat Nooh (A.S)
 Hazrat Nooh (A.S) bhi aik pegambar the in ko apni qom ki taraf se buhat aziyatain mili 

*Hazrat Adrees (A.S)
 Hazrat Adrees (A.S) Hazrat Shais (A.S) ke shagird the aur buhat padhe likhe pegambar the 

* Hazrat Shais (A.S) 
Hazrat Shais (A.S) Hazrat Adam (A.S) ke bete the Hazrat Adam ke han har bar judwan bache paida hote lekin Hazrat Shez (A.S) akaile peda howe

 * Hazrat Adam (A.S) 
Hazrat Adam sab se pehle peghambar hain uni se yeh duniya shuro hoi 

Chandh Anbiya A.S Ke Umray 
*Hazrat Adam AS (1000)
 *Hazrat Nuh AS (950)
 * Hazrat Shuaib AS (882) 
* Hazrat Saleh AS (586)
 *Hazrat Zikreyah AS (207)
 *Hazrat Ibrahim AS (195) 
* Hazrat Suleman AS (150)
 *Hazrat Ismail AS (137)
 *Hazrat Yaqoob AS (129)
 *Hazrat Musa AS (125)
 *Hazrat Ishaq AS (120)
 *Hazrat Haroon AS (119)
 *Hazrat Yousaf AS (110)
 *Hazrat Esa AS (95) 
*Hazrat Muhammad SAW (63)

Anbiya Par Azmayesh 

You Might Also Like

0 Comments

Advertisement

Blog Archive

Followers

Contact Form

Name

Email *

Message *