Ramzan me Padhi janewali Duae Ramzan Ki Dua
9:30 PM
Sehri Ke Waqt Padhe:
"Ya wasial fazli wa ya waisal magfirati igfirlana"
Ramzan Ka Pehla Ashrah Rehmat ka he
1 se 10 ramzan tak ye dua padhe:
"Allahummar Hamna Ya Arahmar Rahimin"
Ramzan ka Dusra Ashrah Magfirat Ka He
10 se 20 Ramzan tak Ye Dua Padhe:
"Allahummag Firlana Junubana Ya Rabbal Aalmin"
Ramzan ka Tisra Ashrah Jahannumse Aazadi Ka He
20 se 30 Ramzan Tak Ye Dua Padhe:
"Allahum Kina Azabannari Wa Ad khilnal Jannat Ma'al Abrari Ya Azizu Gaffar"
Ramzan Me Kasrat Se Chalte Firte Ye Dua Padhe:
"Allahumma kina Azabnnari Allahumma Nastagfiruq Wa Nasalukal Jannat Wa Nauzbika Minannar"
Dua-E-Shabe Qadra
Lailatul Qadra ki Dua
"Allahumma innak Afuwwun Tuhibbul Afaw fa'afu Anna Ya Karim"
0 Comments