kya jinaat hoty hai ? (jinaat ka wajood)
8:46 AM
JINAAT KA WAJOOD
Jinaat ka wajood
Kya jinaat hoty hai ?
Bad log mahaz es bunyad par jino k wajood say inkaar karty hai k " Agar jin mawjood hai tu hamay dekai q nai daty.....!"
Yeh fazool aiteradat hai ,awal tu s leye k agarchi jinaat aam tour par insanu ko dekai nahi daithy balkay jinaat ko jin kaha b s leye jata hai k o nazroo say poshida rahty hai..
Laken s sy ye natija nikalna durast nai k n ka wajood hai he nahi.yeh bath haqaiq k khelaf hai bayshumar asi chezay hoti hai ju dekai nahi daiti magar s ka bawajood hum un k wajod ko taslim karty hai for Example Allah tala ke zaat hamy s waqt dunya ma dekai nahi daiti magar s k bawajood hum Allah tala par eiman rakty hai.s tara farishty,jahanam ,rooh wagehira byshumar ayse chezu ko taslim karty hai .
Quran majeed ma wazih tour par jino k wajood ke tasdiq ke gai hai.chand ayat aur ahadees hum zail ma zikar kar rahy hai
0 Comments