Zakaat aur Sadqa-E-Fitra ke Masle,Masail

7:46 PM

ALLAH KE LIYE MAAL KA EK HISSA JO SHARIAT NE TAY KIYA USKA MUSALMAN FAQEER KO MAALIK BANA DENA SHARIAT ME ZAKAT KEHLATA HAI (FATAWA-E-AALAMGIRI) MAS'ALA: MAAL-E-TIJARAT JISKI QIMAT NISAAB KO PAHUNCHE US PAR BHI ZAKAAT WAAJIB HAI. (BAHAR-E-SHARIAT) NABI-E-PAK NE EK SHAKHS KO HUKM FARMAYA: MAKKAH KI GALIYO ME JAAKAR YE ELAAN KARDO KE SADQA-E-FITR WAJIB HAI (TIRMIZI) ZAKAT FARZ HONE KI SHARTE, 1>Musalman hona 2>Baligh 3>Sahibe Nisab 4>Aaqil 5>Aazad 6>Mal Pe Ek Sal Guzar Jana 7>Qabiz Hona (Aalamgiri.1: 160) Jab Tak Sadqa-E-Fitra Ada Nahi Kiya Jata Bande Ka Roza Zamino Aasman Ke Drmiyan Muallak (Latka) Rehta He (Kanzul Ummal,Jild-8) JAB TAK BANDA SADQA-E-FITRA ADA NAHI KARTA TABTAK USKA ROZA QUBUL NAHI HOTA HAI (SUNNI BAHISHTI ZEWAR) SONE Ke KANGAN Pahanne Wali AURTO Kya Tum Pasand Karogi Ke ALLAH Tumhe AAG Ke KANGAN Pahnaye? To Tum In ZEWARO Ki ZAKAT Ada Karo (Tirmizi) MAS'ALA: KISI GAREEB KE ZIMMA RUPYA BAAQI HAI TO USE MAAF KARNE SE ZAKAT ADA NA HOGI (BAHAR-E-SHARIAT) SAAL BHAR KHAIRAT KARTA RAHA & BAAD ME NIYYAT KI KE JO DIYA WO ZAKAT HAI TO IS TARAH ZAKAT ADA NA HUYI (AALAMGIRI) JIN ZEWRAT KI MALIK AURAT HO CHAHE MAIKE SE LAYI HO YA USKE SHOHAR NE DEKAR MALIK BANAYA HO TO UNKI ZAKAT ADA KARNA AURAT PAR FARZ HAI (Fatwa-E-Razviya) QUR'AN: AYE IMAANWALO! HUM NE JO TUMHE RIZQ DIYA HAI US ME SE KHARCH KARO. (PARA-2 SURAH-BAQRAH AAYAT-254) MAS'ALA: ZAKAT KA MAAL DETE WAQT YA ALAG KARTE WAQT ZAKAT KI NIYAT HONA ZARURI HAI NIYAT KE MAANA: AGAR KOI PUCHHE TO BATA SAKE (AALAMGIRI) Mas'ala: Agar EID Ki (Chand) Raat Ko Bachcha Paida Hua To Uska Bhi Sadqae Fitr Dena Sahib e Is'te'ta'at Baap Par Waajib Hai. (FATWA HINDIYA) MAS'ALA: ZAKAT KA MAAL DETE WAQT YA ALAG KARTE WAQT ZAKAT KI NIYAT HONA ZARURI HAI NIYAT KE MAANA: AGAR KOI PUCHHE TO BATA SAKE (AALAMGIRI) ZAKAT ADA KARNE WALE KA GOSHT ALLAH AAG PAR HARAM KAR DEGA & BAGAIR HISAB KE JANNAT WAJIB KAR DEGA (M.QULUB) Jab Tak SADQAE-FITR Ada Na Kiya Jaye Bande Ka Roza Zameen-o-Aasmaan Me Muallaq(LATKATA) Raheta He (Kanzul Ummal) Sadqa-E-Fitr: 2.045 K.g. Ghehu Ya Uski Qimat Mas'ala: Sadqae Fitr Ka WAQT Umr Bhar He Yani Ada Na Kiya Tha To Ab Ada Kare Magar Sunnat Eid Ki Namaz Se Pehle Hai (DURRE MUKHAR Vol:3,Page:362) 1ADMI KA FITR 1HI MOHTAJ KO DENA BEHTAR HE 1SE ZIYADA KO BHI DENA JAIZ HE FITRA KE MUSTAHIQ WO LOG HE JO ZAKAT KE MUSTAHIQ HE (Sunni Bahesti Zewar) *Sadaqa-E-Fitr* BIWI Ne Bagair Hukme SHAUHAR Agar SHAUHAR Ka FITRA Ada Kar Diya To Ada Na Huwa. (RADDUL MUKHTAR) ZAKAT IN LOGO KO DE: *FAQEER KUCHH MAAL HAI MAGAR NISAAB KI MIQDAR SE KAM HAI *MISKEEN KHANE KE LIYE GALLA & PAHNNE KE LIYE KAPDA BHI NA HO ROZA AASMAN & ZAMEEN KE BICH LATAKTA RAHTA HAI JAB TAK SADQAE FITR ADA NA KIYA JAAYE (MISHKAT) SADQA IS TARAH GUNAHO KO BUJA DETA HAI JIS TARAH PAANI AAG KO BUJA DETA HAI. (MISHKAT JILD-1, SAFA-14) SADQA ALLAH Taala Ke Gusse Ko Thanda Karta Hai Aur Buri Maut Se Bachata Hai. (Tirmizi: 664)

You Might Also Like

0 Comments

Advertisement

Blog Archive

Followers

Contact Form

Name

Email *

Message *