History Of Pathans (Poukhtoon) in urdu Hindi

9:37 PM


History Of Pukhtoons!!!! Q1:Pehla PUKHTON kon ta jo musalman hua tha? Q2:HAZRAT KHALID BIN WALID(R.A)ki beti sy ks PUKHTON ny shadi ki thi? Q3;PUKHTON qom konsy 3 qabilo sy bana hai? Q4:lafz PATHAN ka matlab kya hai? Q5;lafz PATHAN ks lafz sy nikla hai? Q6;who is known as 'king of the "PUKHTON" in the history? ________________________________________________ Reply By Admin , Pukhtana 1st Ans , Qais abdur rashid , jisko Oske Qabile ne Afganistan sy MAKKAH beja tha jaha par wo Hazart Muhammad (S.A.W) mila tha or islam ki dawat kabool ki. 2nd Ans , wahi Qais Abdur rashid ne HAZRAT KHALID BIN WALID (R.A) ki beti sy shadi ki thi 3rd Ans, Qais Abdur rashid k 3 bhetay sarban, Betan or Ghurghusht, jinsay theen Qbeelay banay thai, Arbanee(Saraban), betan(betanee) or Ghurghusht.hn , kuch historians kehty hain k pushtoon enki nasal hai. Kush historians kehty hain k ye Israel ka ek gumshoda qbeela tha or pushtoon unki nasal hain. Kuch historians kehty hain k ye qoum Aryan ki nasal hai. kuch kehty hain k ye yousafzai, umar zai and malaizai then qbeelon ki nasal hai. So no one is confirm about because "history itself is mystery''. 4th and 5th ans.  Sab sy Pehle Lafz ( PATHAN ) Indian word hai Asal mein Lafz PUKHTUN Ya PUSHTOON hai, jo k Farssi Lafz "PUSHT" ne nikla hai jiska matlab hai Pechay (back) Q k Ye PAHARO k pechay rehte thy. kuch scholars sochte hain k lafz Pushtun Ya Pukhtun IRAN k purane Alfaz parsava - parsa Jin ka matlab hai Mazbot Admi Ya Jangjo (robust men ) 6ht Ans, Ahmad Shah Abdali is known to be the King of Pukhtoons in history. Indian General Said Sarhad Paar Agar Pathan Na Hotay To Pakistan Kab Ka India Ka Hissa Ban Jata PROUD TO BE A PATHAN WITH ISLAM

You Might Also Like

0 Comments

Advertisement

Blog Archive

Followers

Contact Form

Name

Email *

Message *